Katra Katra aaj Khaamosh pada hai,
Baarish ki boondo mein kyo nahi aghaaz hai,
Kyo dabi- dabi si har aawaaz hai,
Aaj waqt bhi waqt ka mohtaj hai,
Par is sannate me kuch sunai padta hai,
Shayad kisi aazad panchi ki parvaz hai
Baarish ki boondo mein kyo nahi aghaaz hai,
Kyo dabi- dabi si har aawaaz hai,
Aaj waqt bhi waqt ka mohtaj hai,
Par is sannate me kuch sunai padta hai,
Shayad kisi aazad panchi ki parvaz hai
No comments:
Post a Comment