Search This Blog

Showing posts with label Hindi Ghazals. Show all posts
Showing posts with label Hindi Ghazals. Show all posts

Saturday, January 23, 2010

Kaise Khud Ko Sambhalun Yaaron


Khalish Seene Ki Din-Raat Jalati Hai,
Kashmaksh Raaton Ki Neend Bhi Kha Jati Hai,
Kahin Kio Manzil Nazar Aati Nahi,
Bas Jazbaaton Ke Shor Mein Aankh Khul Jaati Hai,
Vyakul Mann Uske Diye Dard Mein Rota Hai,
Karvatein Badal Badal Ke Is Shab Ko Dhota Hai,
Nam Aankhon Mein Dard Bhi Bheeg Bheeg Jaata Hai,
Uff Magar Gam Ka Paimana Khali Na [...]

Teri baekarari main hum


Tere pyaar main zalim hum khud ko gumana nahi chahtae,
teri yaad hum main khud ko satana nahi chahtae,
teri aashiqui main hum khud ko behlana nahi chahate,
is mohhabat kae zalzalae main khud ko jalana nahi chahtae…
kitna sochtae hai hum kae tuhsae door jae,
kuch aisa ho kae tujhko hamesha kae liyae bhul jae,
teri baekarari main hum jun [...]

Katra Katra aaj Khaamosh pada hai


Katra Katra aaj Khaamosh pada hai,
Baarish ki boondo mein kyo nahi aghaaz hai,
Kyo dabi- dabi si har aawaaz hai,
Aaj waqt bhi waqt ka mohtaj hai,
Par is sannate me kuch sunai padta hai,
Shayad kisi aazad panchi ki parvaz hai

Bik Gaya Insaan


Bik Gaya Insaan Is Duniya K Jhamele Me
Ab Toh Imandaari K Bate Hoti Hai Kisi Kone Me
Bachaun Kaise Is Desh Ko Un Lotero Se
Dhadak Raha Hai Shaitaan Unke Seene Me
Milavat Hi Hoti Hai Har Cheez Me Yahan
Warna Muje Taqleef Toh Hoti Zaher Peene Me
Raja Maharaja Jee Gae Shaahi Zindegi
Hum Raja Hoke B Fakhiro Ka Andaaz [...]

Yeh Sansaar


Rehna nahi des biraana hai,
ye sansar dhool ka bhawar,
isi me fir ghul jaana hai,
ye sansaar gamon ka dariyaa,
doob ke guhar-e-khusi ko paana hai,
ye sansaar ik bujhta deepak,
humko haath lagaana hai.

Haal e dil poochne jab woh ghar se challe


Meine mou ko kafan me jab chupa lia
Tab unhe mujhse milne ki fursat milli
Haal-e dil poochne jab woh ghar se challe
Raaste me unhe meri maiyatt milli
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
Woh jaffa karke bhi kaabil-e-Kadar hain
Mujhko meri wafa ka sillah ye milla
Jeete jee [...]