Rehna nahi des biraana hai,
ye sansar dhool ka bhawar,
isi me fir ghul jaana hai,
ye sansaar gamon ka dariyaa,
doob ke guhar-e-khusi ko paana hai,
ye sansaar ik bujhta deepak,
humko haath lagaana hai.